Achaari Roti Parcel ( Leftover roti used)

Copy Icon
Twitter Icon
 Achaari Roti Parcel ( Leftover roti used)

Description

Cooking Time

Preparation Time :15 Min

Cook Time : 15 Min

Total Time : 30 Min

Ingredients

Serves : 3
  • 4-5 boiled potato


  • 1-2 green chilly


  • 1/2 tsp chaat masala


  • 1 tsp jeera


  • 1 tsp kalunji


  • 3 tbsp tamrind chutney


  • 1 tsp rai


  • 2 tbsp chopped Coriander


  • 1/4 tsp hing


  • 1/4 tsp chilly powder


  • 1 cup besan


  • 1/4 tsp haldi powder


  • 1/2 cup water


  • 4-5 chapati

Directions

  • Boiled potato ko small piece me cut kar le.
  • Kadhai me oil garam karein.
  • Potato pieces ko fry kar le crisp hone tak.
  • Pan le aur usme 1tbsp oil daale.
  • Oil me hing, jeera, rai,kalungi, sauf saath me 1 dry red chilly todh kar daale.
  • Ab haldi aur mirch powder daale.
  • Fry karein aaloo daale aur chalaye.
  • Fry aaloo me sweet chutney aur chopped green chilly mix kareaur 1 tsp chaat masala mux karein.
  • Chopped Coriander mux karein.
  • Masher se halja sa mash kar le aaloo ko.
  • Ek bowl me besan le salt, chilly powder, hing aur haldi mix karein.
  • Paani daal kar batter bana le pakodhe ke batter ki tarah.
  • Cornflour ko paani me ghol le.
  • Chapati le aur aaloo mixture beech me rakh kar fold karein.
  • Cornflour lagakar upper ke side bhi fold karein.
  • Besan ke batter me dip karein aur oil me fry karein.
  • Golden brown ho jaye to plate me nikaal le beech se cut kar le.
  • Serve karte samay chilly powder, salt halka sa chaat masala sprinkle karein.
  • Enjoy achari aaloo parcel with green chutney , saus , sweet chutney aur tea ke saath