Christmas Tree Cake

Copy Icon
Twitter Icon
Christmas Tree Cake

Description

Cooking Time

Preparation Time :40 Min

Cook Time : 25 Min

Total Time : 1 Hr 5 Min

Ingredients

Serves : 5
  • 2 cup ready made cake floar


  • 2 tsp oil


  • 2 tsp Sugar powder


  • 1 bowl Whipped cream as needed


  • 1 tspn Edible food colours


  • 1 Piping bags


  • 4 types Nozzles


  • 2 tsp sweets sprinkals


  • 3 tsp chocolate syrup

Directions

  • cake floar me oil daal kr acche se mix kar le, or smooth batter bana le, cake tin me oil laga kr grees kr le or butter paper laga de taki tale me cake chike nhi. kadhai ko 5 min k liye garam kar le fir stand rakh ke uske upar cake tin rake, slow flam me 20 se 25 min cook hone de. toothpic dal kr check kre ke cake parfect cook huya ya nhi agr toothpic dry ho to samjh le cake cook ho gaya. ab cake ko bich se do bhag me cut kar le, uske upar whipped cream ki icing kr le pahli kot hm green color ki lagayenge.ab hum cake ko top se bhi bich se bottel ke dhakkan ki help se cut kr lenge,or upar se pure cake ko cream se cover kr denge, ab hum green or red color se decoration ke liye nozzel ki help se leaf bana lenge or freez me set hone denge 15 min ke liye.ab hm whipped cream me pink color add kr ke usse flower bana lenge jaisa maine image me dikhaya hai, ab jo humne cake ko upar se bilkul bich se cut kr kr jo hole kiya tha uska jo bacha hua part tha usse hm tree banyenge jaise hum modak banate hai usi shape ka. or kuch ball . tree k liye jo shape banaya tha use toothpic ki help se cake ke upar fix kr le or nozzal ki help se tree ka shape de le. set ki hui leaf bhi side me laga de.or sweet sprinkals bhi dal de tree ke upr or sugar powder upar se dal de taki snow ki felling aaye,ab same flower niche bhi bana le or cake ko acche se decorat kar le. bas ban gaya humara christms tree cake. i hope aap sab ko pasand aayega thanks.😊😊😊