Kesariya_gili_kalakand_Burfi

Copy Icon
Twitter Icon
Kesariya_gili_kalakand_Burfi

Description

Cooking Time

Preparation Time :15 Min

Cook Time : 45 Min

Total Time : 1 Hr 0 Min

Ingredients

Serves : 4
  • 1 1/2 litre full creamy milk


  • 2 tsp sugar


  • 10-12 nos kesar dhage


  • 1 tsp lemon juce add water


  • 1/4 tsp green elaichi powder


  • 10 nos pista garnish ke liye


  • 10-12 nos kaju badam plating decorate ke liye

Directions

  • Ek gahri si kadahi me dudh ubalne rakhe gas par usi me se thoda 3-4tsp dudh gunguna hone par nikake or usme kesar dhage ko dubakar rakhe ek side me jisse kesar ka colour or taste dono aa jayega milk me
  • Dudh ko ekjesa chammch se chalate huye rabdi jesa gadhi kijiye dhimi gas par jab dudh gadha hone lage to 1-1 bund( drop) lemon juce jo ki pani me add kiya hua tha dale ruk ruk kar jab tak dudh rawila na ho jaye
  • Dudh rawila ho jaye to lemon juce nhi dale
  • Ab use kalaknd jesa kijiye sugar taste ke according add kijiye kalaknd me or sukha gadha sa ho jaye to elaichi powder milaye or gas band kijiye
  • Ek plate me thode ghee se greasing kijiye or usme kalakand mishran fela de chammch se press karte huye or set karne rakh de jab set ho jaye to man chahe aakar me kate or serve karte samay upar se kesar dubi milk choti spoon se sab tarf dale or pista se garnish kijiye upar se or serve kijiye kesariya gili kalakand burfi ka