Dahi Bhalla Kulfi

Copy Icon
Twitter Icon
Dahi Bhalla Kulfi

Description

Cooking Time

Preparation Time :9 Hr 0 Min

Cook Time : 15 Min

Total Time : 9 Hr 15 Min

Ingredients

Serves : 2
  • 1 bowls urad dal


  • 1/4 tsp salt


  • 1 tsp jeera


  • 3-4 tsp chopped dry fruits(pista, kaju,kismis)


  • 1/4 tsp hing


  • 1/2 litre oil for frying


  • 1 bowls curd-for serving


  • 1 bowls imli ki saunth


  • 1 bowls dhaniya pudina chutney


  • 1/2 tsp red chili powder


  • 1 tsp bhuna jeera powder


  • 1 tsp chat masala


  • 1 tbsp chopped coriander


  • 2 tsp fresh pomegranate seeds

Directions

  • Sabse pahale dal ko ache se wash karke water mai soak kare 4hours ke liye.
  • Ab dal ko mixer mai daal kar smooth paste bna le aur 1hour ke liye side mai rkkhe.
  • Ab dal ko hand se khub fhate aur usme salt, jeera, hing powder milaye.
  • Ab pan mai oil garam kare aur medium hot oil mai bhalla fry kare .sabhi bhalla fry karke rakh le.
  • Ab bhallo ko paani mai kuch der ke liye soak kare.
  • Ab bhalle se sara paani nikal de aur mixer mai daal kar paste bna le.
  • Paste mai chopped dryfruits milaye.
  • Paste ko kulfi mould mai daal kar 5-6hour ke liye frizer mai set kare.
  • Ab kulfi ko plate mai rkkhe uss par dahi, imli ki chutney, green chutney, salt, bhuna jeera powder, red chilli powder,pomegranate seeds aur chopped coriander se garnish kar serve kare.